One of the most awesome love story about wait and belief.
Once upon a time, ek raaj mahel ta. Us raaj mahal mai ek sundar si rajkumari rehti ti. Us raaj mahel ke paas ek sainik bhi rehta ta jo ki raajkumari se bahut he jyada pyar karta ta.
Ek din Sainik ne rajkumari se kaha, jitna pyar mai apse karta hu utna apko pure raj mahal mai koi nahi karta.
Sainik ki baat sunke, raajkumari hasne lagi or kaha agar esa hai to apni is baat ko saabit karo.
Sainik ne kaha: Aj se 100 din tak mai apke mehel ke bhar khada rahunga, Aandhi aye ta tufaas mai yahi khada rehkar apka intjaar kaunga or ye kehte he Sainik mehel ke bhar jaake khada ho jata hai.
Din gujarte gaye.... aandhi aayi, tufaan aya, baarish bhi ayi par wo kahada raha.
Ese karte-karte 100 din mai se 99 din gujar gaye. Jab agli subah hui to rajkumari ne jab bhar ki taraf dekha to usne dekha ki wo sainik waha nahi ta....... (Turning point of the story)
After few years, Us sainik ke friend ne usse pucha ki jab itna muskil time aaya tab tbhi tum tikke rahe, par jab aakhri din ta, to tum waha se chale kyu gaye?
Sainik ne muskurate hue kaha 😊 : Agar mai 100th day bahi ruk jata or rajkumari nahi ati to mera pyar se yakin uth jata or aj mai jinda nahi rehta.
Aj mai isi umid se jee raha hu ki mere jaane ke baad rajkumari shayad aayi hogi or yahi wajeh hai ki aj bhi mera pyar se yakin nahi utha....
Note: Ye story mai character shayad asli na ho, par ye story hai asli.
Moral : Love is a beautiful feel, Is feel ko kisi ache insaan ke saath enjoy kare
Comments
Post a Comment