Skip to main content

Laila-Majnu FULL LOVE STORY


Listen to Laila Majnu Full Love Story






Arab ke rahnewale the Lela or Majnu. unhone sabit kiya ki mohabat is jagaha to kiya, janaat main bhi jinda rahti hai.
arabpati shah amiri ke bete Kees ka hath dekhkar kisi fakir ne bachpan mai he kehe diya tha ki wahe mohabat mai mara-mara firega. damshik ke madarse me Kees ne najd ki beti Lela ko dekha to uska dewana ban betha.Lela bhi uske prem ko na manjur na kar saki.
dono ke prem ke kissao ki charcha gali-mahollo mai hone lagi. to parivaar ne Lela ko ghar me keyd kar diya. Lela ki judai me wahe mara-mara firne laga or logo ne usse naam de diya Majnu.
Lela ki Bakht naam ke sakhsh se shadi kar di gayi. Lela ne usse bata diya wahe Majnu ke alawa kisi or ki nahi ho skati. Bakht ne Lela ko talak de diya. wahe Majnu ka naam lekar bhtakne lagi.
Ek din usse Majnu mil gaya to dono prempaash me bandh gaye. Lela ki maa usse alag kar ghar le aaye.
Lela se judai bardash nahi hui or ussne jaan daye di.uski maut ki khabar sun kar Majnu nai bhi jaan daye di.is mohabat ko jankar dono ko sath dafna diya gaya.dono marker ek ho gaye.
uski kabrr aaj bhi duniyabher ke premiyo ki ibadatgah hai.

Pyar wo nahi jisme sirf hawas ho dusre ke lie, pyar to wo h jo dusre ki jindgi ko or b bdia bana de.

Agar tum kisi ko pyar mai dhoka de bhi dete ho, to yaad karna s khuda ko jo dia h wo wapas laut ke aayega or bhut he dukh dega.... Islie pyar ko ache se jine do taki koi ispe ungli na uthae....

Comments

  1. I am writing a post at majnu and I was searching for some information for this and stumbled upon your blog. Keep up the good work.

    ReplyDelete
  2. suicide is haram but may Allah grant them jannah❤

    ReplyDelete
  3. Nice story but the decision were not suitable, but if we support our lovers who really love's each other then this type of wrong things may can't achieved again in our society so be ready to flourish our world with new perspective ❤️💕

    ReplyDelete
  4. Allah hamen aysi muhabbat karney ki taufeeq dey aammeen.

    ReplyDelete
  5. Allah do piyar karne walon ko humesha ek sath or salamt rakhen ameen

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

HEER RANJHA FULL STORY

HEER - RANJHA Real Love Story Listen to Heer Ranjha Love Story Hindi   Version Takht Hazara' ke sardar ka beta tha Ranjha, jo bachpan se hi apne sapano ki sehzadi ke bare me socha karta tha ek bar ek peer ne usse kha ki tumhare sapaneo ki sehzadi Heer hi hai yeh sun kar Ranjha Heer ki talash me nikal pada Heer bahut hi sakht dimag vali ladki thi ek raat Ranjha chup ke se Heer ki naav me so gaya Heer Ranjha par khub naraj hui lekin Ranjha ki aankho me prem ka samundar pighal gaya Heer use apne ghar le gai aur usa nokari par rakhva diya dono ki mulaqatein muhabbat mai badal gai Heer ke chacha ko malum chala to usne Heer ki shadi kahi aor kara di Ranjha fakir banker gaanv gaanv phirane laga ek din Heer ke sasural bhi phuch gaya uski aavaj sunkar Heer bhiksha dene bahar nikal gai uske bad Ranjha roz bhiksha mangne aata or Heer roz bhiksha deti Heer ki bhabhi ne sab tad liya or Heer ko khub khari khoti sunai uske bad Ranjha gaanv sea bahar nikal gaya ja...

Sohni Mahiwal REAL FULL STORY

Sohni Mahiwal Real Love Stories Listen to Sohni Mahiwal Real Full story Hindi Version Chenab nadi ke kinare esthit ek gaanv me rehti thi sohani kumar ki beti sohani behad khubsurat thi dusari aur bahut bade vayapari ka beta tha Izzat Baig ek bar usane sohani ko dekha to uski khubsurati par mar meeta sohani bhi usae mohabbat karne lagi sohani ke prem me mai thatbat ko chodkar mahiwal ne carana bhi gavara kiya isliye usaka naam mahiwal pada parivar valo ko jab dono ke prem ki dasta pata chali to sohani ki shadi kisi aur se kar di gaei lekin sohani ne usse pati ke roop mai Kabul nahi kiya mahiwal ne apne dil ka haal ek khat mai likhkar sohani tak pahucha diya iske bad sohani rozana mahiwal se milane nadi par jane lagi ek din uski bhabhi ne use mahiwal ke sath deakh liya usne pake ghady ki jagah par mitti ka kacha ghadha rakh diya sohini ko malum tha ki ghada badal diya gaya hai phir bhi usane mahbob se milane ki kasak mai usi ke sahare nadi par karane lagi beech ...