ROMEO AND JULIET
A love story
Romeo Italy k ek prathisthit parivar se tha, ek smarohh me wha Juliet ko dekha or us par mar mita h.
Juliet bhi usse pyaar karne lgi lekin dono ke pariwar ek dusare ke kattar dushman hai.Isliye unke ghar walon ko ye pyaar gawara nahi tha.
Udhar, Romeo or Juliet chupchap shadi kar lete hai. shadi ke baad dono Juliet ke ghar par milne ki yojana banate hai. Juliet ka chachera bhai Tybalt Romeo or uske dosto waha dekhkar naraaz hota hai. wahe romeo ke dosto ko maar deta hai.
yahe sab dekh kar gusse mai Romeo tybalt ki jaan le leta hai. Romeo ko shar se nilkal diya jata hai.
Udhar Juliet ki shadi Peris naam ke shaqsh se taye ho jati hai.Is faisle se naraaz Juliet shadi ke baad Zeher khakar jaan dene ka fesala karti hai.
Frayes loress namak shksh ( jo dono ki shadi ke jariye dono pariwar ki dushmani khatm karana chahta hai) Juliet ko esi dawa pine ko kahta hai,jisse wahe kuch der ke liye behosh ho jaye. loress ki yojana hai ki sab Juliet ko mara samaz lenge to wahe Juliet ko Romeo ke sath bhej dega Juliet dava pi lati hai. sab log usse mara samaz lete hai. loress Romeo ko sandesh bhejta hai jo us tak pahunch nahi pata. Juliet ko mara samajh kar Romeo zeher kha leta hai. Juliet ko jab hosh aata hai to usse Romeo ki maut ki khabar milti hai. wahi khud ko chaku maar lati hai, is tarh dono premi hamesha ke liye maut ki nind so jate hai.
https://intermiingle.blogspot.com/2021/01/romeo-and-juliet-love-story.html
ReplyDelete